Tumhari yaadon me duba hun itna,
sab naate tod tere paas ana chahta hun mai,
khuda se aur koi khwaish nahi siwa iske,
tumhe bus apna banana chahta hun mai ,
sab naate tod tere paas ana chahta hun mai,
khuda se aur koi khwaish nahi siwa iske,
tumhe bus apna banana chahta hun mai ,
Paas ho kar bhi hain hum itne dur,
Ab iss duri ko mitaana chahta hun mai,
ab tak khwabon ke sahara hi mila hun tumse,
ab haqiqat me tujhe apnana chahta hun mai ,
Ab iss duri ko mitaana chahta hun mai,
ab tak khwabon ke sahara hi mila hun tumse,
ab haqiqat me tujhe apnana chahta hun mai ,
Tumhare us muskurate chehre ko,
apni aankho me basana chahta hun mai,
Sangemarmar sa badan or teri har dhadkan ko,
bus isi lamha aaghosh me lena chahta hun mai ,
apni aankho me basana chahta hun mai,
Sangemarmar sa badan or teri har dhadkan ko,
bus isi lamha aaghosh me lena chahta hun mai ,
Woh pyar ka meetha ehsaas,
dil me basana chahta hun mai,
khuda se aur koi dua nahi,
Faqat tumhe pana chahta hun mai.....
dil me basana chahta hun mai,
khuda se aur koi dua nahi,
Faqat tumhe pana chahta hun mai.....
No comments:
Post a Comment