Allah Allah madina jo qarib aata hai,
khud ba khud sar bae-tasleem jhuka jata hai,,
main kahun rauzae pur nur raha kitni dur,
sath wale kahen ab aata hai ab aata hai,,
Qabu me nahi dil mera betab jabeen hai,
Hoshe dile-nadan ye madeene ki zameen hai,,
Rukte hain qadam aake yahan ahle nazar ke,
Is kuche ke aage na zaman hai na zameen hai,,
Main Sajda karun ya dil ko sambhalun,
Mohammad SAW ki chaukhat nazar aa rahi hai,,

No comments:
Post a Comment